Mein kabhi diwana na hua,
sapne mein bhi isko na chua,
fir jo tu aai meri jindagi mein,
waha se mein rawana hua,
tu aai toh meri jindagi lag rahi thi rangin,
meko ab lagta h kash hota mein tera kakashi aur tu meri rin....
sapne mein bhi isko na chua,
fir jo tu aai meri jindagi mein,
waha se mein rawana hua,
tu aai toh meri jindagi lag rahi thi rangin,
meko ab lagta h kash hota mein tera kakashi aur tu meri rin....
🔥3