Jyo hi darwaja khola maine
Samne sukh ko khada paya
Dekha maine use ektak
Wo thoda sa muskaya
Andar aate hi usne aisi maya failayi
Charo ore khushiya bikheri
Meri duniya firse khilkhilayi
Mai thi hairan pareshan kyoki
Pahli baar maine khudko itna adhik khush paya
Sahsa darwaje par fir koi aaya
Maine pucha kaun ho tum
Bola wo mai hu dukho ka saya
Aur yaha par sukh ko lene hu aaya
Huyi mai aawak ho gayi murchit mai
Jab hos aaya to sukh ko dukh ke sath jate paya
Na jane kyo gam ke sagar me toofan aaya
Fir se wahi akelapan mere darwaje par aaya
#fromDraft
༺🦋ῳıŋɠҳɱơơŋ 🦋༺
ek_khwaab.t.me
Samne sukh ko khada paya
Dekha maine use ektak
Wo thoda sa muskaya
Andar aate hi usne aisi maya failayi
Charo ore khushiya bikheri
Meri duniya firse khilkhilayi
Mai thi hairan pareshan kyoki
Pahli baar maine khudko itna adhik khush paya
Sahsa darwaje par fir koi aaya
Maine pucha kaun ho tum
Bola wo mai hu dukho ka saya
Aur yaha par sukh ko lene hu aaya
Huyi mai aawak ho gayi murchit mai
Jab hos aaya to sukh ko dukh ke sath jate paya
Na jane kyo gam ke sagar me toofan aaya
Fir se wahi akelapan mere darwaje par aaya
#fromDraft
༺🦋ῳıŋɠҳɱơơŋ 🦋༺
ek_khwaab.t.me
👌4